Q: Ye naat parhna kaisa amal hey?
Translation: What is the status of reciting Naats (praise of the Prophet sallallahu alaihi wa sallam)?
A: Na't Shareef parhna aur sunna donon bahaut acha amal hai aur sawaab ka kaam hai. Bas itna yaad rakhe ke Na't main alfaaz saheeh haun aur ghalat aqeedah yaa ghuloo us mein na hau.
A: Na't Shareef parhna aur sunna donon bahaut acha amal hai aur sawaab ka kaam hai. Bas itna yaad rakhe ke Na't main alfaaz saheeh haun aur ghalat aqeedah yaa ghuloo us mein na hau.
Translation: To recite and listen to Naats are both good actions and a means of reward. Keep this in mind that the words of the Naats should be Islamically correct and there should not be any incorrect beliefs or transgressing of the limits of Islam in them.
Moulana Yusuf Laher
Checked and approved by: Mufti Siraj Desai